As devnanda got the news of becoming aryaveers wife she was on cloud nine. But veer was not happy .he was thinking , " ye duniya mere liye toh koi bani hogi jo mujhe mere liye pyaar kare naa ki meri dhan daulat ko dekhar"
On other side rudrapriya was running across the mahal of janakpur .. uski paayal aur meethi hasi usko aur khusbhurat banna rahi haii woh bhaagti bhaagti apni saheliyon ke pass jaati haii ...wahan bade khaks main uske pita aur aur unke mantri sab baat cheet kar rahe haii
Maharaj madhavpur ke aryaveer ka naam apne suna hoga woh humare yahan apna naya karobar ka utecha kar rahe rahe hume lagta unke yahan aane se hum log aur kamzor honge unki dhairyata aur bal se hum kabhi jeet nhin paayenge.. Priya ke pita puchta hai ..toh kya krna chahiye hume mantri haath daalke baith jaaye unse ladne ka agosh keh de... dhairya rakhiye woh yahan kuch nhi kar paayenge unke pita ne humara kuch nhi bigada phir na woh
Maharaj hume lagta haii inlogon ne jagah dekh li shayd woh hi jagah ke pass hai jo hum rudrapriya ke shaadi ke dahej main rakhe thee agar wahan woh aa gaye ..woh log jeena aaram kar denge...y3 sab sunte priya kogussa aata haii apni saheliyon ko lekar ghat ke pass jaati hai jahan arya veer aa chuka haii
Woh wahan pahunchti hai veer payal ki aahat sunkarbpalat yha haii tab dekha haii ki ek sundarvpari jaise ladki jiska badam dudh jaisa safed honthon ke end min ek chta sa til pairon main payal gusse se laal ho aati haii..
Kya aap Aryaveer maharaj haii?Hann aap kon rudra priya woh naam sunke pyaar main ho jaata haii. Apne ne jagah nhi leni chahiye mujhe ye jagah chahiye humare yuvraj ke liye jinse humari mangani ho rahi haii. Aap toh lekar dikhaiye veer bolta haii
Yuvraj ye sunenge toh bhaksenge nhii ...priya bolti haii... apnko pta bhi aap kinse baatbkar rahe ho... Yuvraj humara dushman haii aur unka naam mat lo warna yahin maar dunga ..unse meri behan ki zindagi barbaadbki haii ladai itni hoti haii ki pura gaon inke sunnke bahar ikkatha hota haii...
Priya bolti haii...apko galat fehmi haii..mera yuvraj aisa kar hi nhi sakta veer ko purani baatein yaad aati haii woh apna talear nikalta haii.. ee ladki chup ho jaa ..wa4na yahin maar dunga..priya bolti haii hum bhi rudra priya haii yuvraj ki hone wali patni agar humare pati ka kisine bura bola hum seh nhi paayenge... ye sunte ki dhruv jo veer ka param mitra tha jo veerbki behn ka pati haiii...woh gusse se laal hoka ladki ke pass Talwar leke jaata haii... aaj toh tu gyii ranisa...veer jaldi se saamneaata haii aur woh talwaar ko pakad leta haii jisse haath sekhun nikalne lagta haii
Ye dekh dhruv shant hota haii..bhai tum beech main kyun aaye iss ladki ki yeh saza haii uss yuvraj ko bhi pta chale ki kya kiya hai usne ....
Usse pta chalega bhaii..par isse maar ke nhii woh rudrapriya ke saamne aata haii woh apna khun bhari haath se uski maang bharta haii aur tabhi priya ke pitaji aake dekhhar achambit hote haii..sara gaon ke honsh udd jaate haii..priya ka pair zameen se khisak gaya aisa lag raha aisa lag ek pal main sab zindagi barbaad ho hyii...veer uske kaano main aake bolta haii ab tum dekhoo...uske harr badla tymse hoke niklega....
Write a comment ...